Jazim Sharma

Mahiya.

Lyrics

Mahiya Lyrics Penned by
Ameeta Parsuram

Zara MaanJa Na mujhe Sataa
Mere Mahiya Mere Mahiya
Ye Naqaab-e-rukh to kabhi utha
Mere Mahiya Mere Mahiya


Wohi ishq hun kabhi qais to kahin ranjhnaa
Tere ishq tere ishq mein mere dholna
Main fana bhi hoke nahin fanaa
Mere mahiya – 2


Meri dhadkanon ki hai tu sadaa mere mahiya
Nahi deen-o-duniya se waasta mere mahiya
Meri zindagi hai teri ataa mere mahiya – 2