Jazim Sharma

Saaqi.

Lyrics

Saaqi Lyrics Penned by
Late Janab Aslam Mir

Main piyun aur do aalam ko pilaun saaqi
Agar ijaazat ho to ab jaam uthaaun saaqi

 

Cheez kya may hai kise kehte hain mastaan suroor
Koi puche to tera naam bataun saaqi

 

Baakhuda dam hi nikal jaaye mere seene se
Main siwa tere kahin dil jo lagaun saaqi

 

Bas yehi sochke honton pe hansi rehti hai
Kyun tere hote huye ashq bahaaun saaqi