Jazim Sharma
Raaz-e-ulfat chhupa ke dekh liyaDil bohut kuch jala kay dekh leya
Aur kiya dekhne ko baaqi heyAap say dil laga kay dekh leya
Wo mere hoke bhi mere na huyeUnko apna bana ke dekh liya