Taskeen-e-nazar raahat-e-dil jaan-e-jigar hai….. (2)
Yaadon ke dhundhalke mein koi raahguzar hai
Taskeen-e-nazar…..
Auro’n ka gila chodiye humvaar taaluq….. (2)
Hona to nhi chahiye tumse bhi magar hai… (2)
Yaadon ke…….
Taskeen-e-nazar……..
Ye rasm-e-mulakat zaroori hai wagarna….. (2)
Pwhli si koi baat idhar hai na udhar hai…. (2)
Yaadon ke………
Taskeen-e-nazar………. (2)