Jazim Sharma

Pyar Ka Afsana.

Lyrics

Pyar Ka Afsana Lyrics Penned by
Janak Raj 'kanwal'

Main tere pyaar ka Afsana bhulana chaahun
Ret par likhe huye harf mitana chahun

 

Apni awaaz zamaane ko sunaane ke liye
Teri awaaz se awaaz Milana chahun

 

Tu mujhe khaak huya dekhke bhi shaad nahin
Main tujhe chaand sitaaron pe bithaana chahun