Jazim Sharma
Tere ishq ki Inteha Chahta HunMeri Saadgi Dekh Kya Chahta Hun
Bhari Bazm mein Raaz ki Baat KehdiBada Beadab Hun Sazaa Chahta Hun
Ye Jannat Mubarak Rahe Zahidon koKe Main Aapka Saamna Chahta Hun