Jazim Sharma

Bewafa.

Lyrics

Bewafa Lyrics Penned by Ameeta Parsuram

Aapka Humse Bewafa Hona
Hogaya Tay Ke Hai Juda Hona

 

Ajnabi Hain jo Raah – E – Ulfat Se
Kya Samajh Paayenge Fanaa Hona

 

Kab Zameen pe wo paanv rakhte hain
Raas Aaya jinhein khuda Hona