Jazim Sharma

Ban Gye Dil Ke Fasaane.

Lyrics

Ban Gye Dil Ke Fasaane Lyrics Penned by
Ameeta Parsuram

Ban Gaye Dil Ke Fasane Kya Kya
Khul Gaye Raaz Na Jane Kya Kya

 

Kaun tha mere Alaawa Uska
Usne dhundhe the thikaane kya kya

 

Rehmat – E – Ishq Ne Bakshe Mujhko
Uski yaadon ke Khazaane Kya Kya

 

Dil ne to dil hi ki maani “Meeta”
Akl deti rahi Taane Kya Kya