Jazim Sharma

Yun Sar-E-Bazm.

Lyrics

Yun Sar-E-Bazm Lyrics Penned by
Asthana "Saher"

Yun sar e bazm tamasha na banao mujhko
Ashq ki tarah na aankhon se girayo mujhko

Ik tamaashe ke siwa aur mohabbat kya hai
Main haqeeqat hun fasaana na banao mujhko