Jazim Sharma
Dhoop kya chandni kya guzar ho gayiZindagi zindagi thi basar ho gayi
Raat bhar dard seene mein palta rahaAankh lagne na paayi sahar ho gayi
Gham chhupane ka humko saleeqa nahinHonth hanste rahe aankh tar ho gayi