Jazim Sharma
Main tere pyaar ka Afsana bhulana chaahunRet par likhe huye harf mitana chahun
Apni awaaz zamaane ko sunaane ke liyeTeri awaaz se awaaz Milana chahun
Tu mujhe khaak huya dekhke bhi shaad nahinMain tujhe chaand sitaaron pe bithaana chahun